Namaskaar Dosto Mera Name Shivam Singh aapka sawagat hai Shigotech Blog mein.
Is post mein maine aapse Aarogya Setu App ke bare mein bat ki aur share kiya hai isi App ke bare hai.
Please dosto aap App ko download karia aur jada se jada logo tak share karia.
Dosto abhi kuch time pahale Government ki taraf se mili thi corona kavach App jo Aarohya Setu App hai wo refain version hai corona kavacha App ka yaha acahi bat hai yeh app Android aur iOS phone dono mein hi use kar sakte hai bina problem ke, yeh jo app hai 11 alag-alag bhaashao (language) mein avaialble hai, Aarogya Setu app basically Corona virus tracking application hai, jaha apke lia aur jaruri informations available hai.
Sabse achi bat toh yeh hai ki App kal hi launch kiya gya tha aur bahut jald hi iski rating kafi achi aai hai Play Store par, jada se jada log ise use kar rhe hai meri apse request hai jaldi se aap download karia Aarogya setu App ko apne moblie phone mein, download karne ka link niche diya gya hai.
Bluetooth aur Gps ki madad se yadi aap COVID-19 se Infected person ke aas-pass hoge toh yeh app apko alert karta hai notification ke jaria.
Apko simple apna moblie number dal kar register karna hota hai. jaha par apko apni kuch detail fill karni hoti hai aur dosto apse aur chije puchi jaegi jaise ki apka profession kya hai yah apki traval history kya rahi hai kya apne pichale 30 dino mein international traval kiya hai ya nahi aur iske base pe apko ek status mil jaega apki rics kitni hai ki aap corona virus se infect ho.
Yaha par self assessment test tool bhi mil jata hai jaha aap sahi information bhare toh uske base par wo apko btaege apka current status kya hai
Yaha Helpline number dia gye hai aap jis state mein hai sidha us number par call karke se madad le sakte hai.
Iske alawa yaha official information hai Ministry of Healthki taraf se apko wo mil jati hai, dosto aap behatar jan paege COVID-19 ke baare mein, apko kya karni chahia kya nahi karni chahia sabhi information yahi par available hai.
Iske alawa niche aap dekha sakte hai latest Tweets jisko sidh aap share bhi kar sake ho, yaha par Aarogya setu app mein sahi information mil jate hai, yaha par yeh app location ko hamesa track karti rahti hai aise mein aap ghar se bahar nikalte hai kuch saman lene ke lia ya apko bahar kuch kam ho toh yeh app apke location ke hisab se apko btaegi ki apke aas-pass kahi corona infected insan toh nahi aaya tha aur yeh apko alert bhi drti rahegi, yeh kafi achi App hai,
Dosto aapke jitne bhi contact hai sabhi ko bolia APP ko install kare.
please aap sabhi log ghar mein rahia bahar na jae saf safai rkhe because yahi wo time hai jab hamare desh ko hamari sabse jada jarut hai ham sabhi ko ek sath rahna hai ghar par rahana hai taki ham corona virus se ache se mukabla kar pae.
iOS: https://apps.apple.com/in/app/aarogya...
Corona virus Details : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-virus.html
Corona kavach : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-kavach.html
Thank You!!!
Mujhe umeed hai aapko yeh post pasand aegi ise share kare taki sabhi logo tak yeh message pahuch sake, ghar mein rahia safe rahia.
Please Share, Support, Subscribe!!!
Is post mein maine aapse Aarogya Setu App ke bare mein bat ki aur share kiya hai isi App ke bare hai.
Please dosto aap App ko download karia aur jada se jada logo tak share karia.
Introducation
COVID-19 tracking ki ek official App hai Government Of India ki taraf se jiska name Aarogya Setu hai,Dosto abhi kuch time pahale Government ki taraf se mili thi corona kavach App jo Aarohya Setu App hai wo refain version hai corona kavacha App ka yaha acahi bat hai yeh app Android aur iOS phone dono mein hi use kar sakte hai bina problem ke, yeh jo app hai 11 alag-alag bhaashao (language) mein avaialble hai, Aarogya Setu app basically Corona virus tracking application hai, jaha apke lia aur jaruri informations available hai.
Sabse achi bat toh yeh hai ki App kal hi launch kiya gya tha aur bahut jald hi iski rating kafi achi aai hai Play Store par, jada se jada log ise use kar rhe hai meri apse request hai jaldi se aap download karia Aarogya setu App ko apne moblie phone mein, download karne ka link niche diya gya hai.
How To Use
App ko open karte hai toh kafi simple aur asan iska interface hai, aap apni bhaasha ko select kar sakte hai.
Agale kuch screen apko batati hai yeh app kaise kam karti hai kis tarike se apki suraksha karegi yaa apko basically information deni kaise aap apne aap ko bacha sakte hai corona virus se ya phir aap kisi CODIV-19 se Infected person ke contact mein aae hai yaa nahi.
Aarogya setu app bluetooth aur location generated social graph ko kam mein liya ja rha hai.
Apko simple apna moblie number dal kar register karna hota hai. jaha par apko apni kuch detail fill karni hoti hai aur dosto apse aur chije puchi jaegi jaise ki apka profession kya hai yah apki traval history kya rahi hai kya apne pichale 30 dino mein international traval kiya hai ya nahi aur iske base pe apko ek status mil jaega apki rics kitni hai ki aap corona virus se infect ho.
Yaha par self assessment test tool bhi mil jata hai jaha aap sahi information bhare toh uske base par wo apko btaege apka current status kya hai
Yaha Helpline number dia gye hai aap jis state mein hai sidha us number par call karke se madad le sakte hai.
Iske alawa yaha official information hai Ministry of Healthki taraf se apko wo mil jati hai, dosto aap behatar jan paege COVID-19 ke baare mein, apko kya karni chahia kya nahi karni chahia sabhi information yahi par available hai.
Iske alawa niche aap dekha sakte hai latest Tweets jisko sidh aap share bhi kar sake ho, yaha par Aarogya setu app mein sahi information mil jate hai, yaha par yeh app location ko hamesa track karti rahti hai aise mein aap ghar se bahar nikalte hai kuch saman lene ke lia ya apko bahar kuch kam ho toh yeh app apke location ke hisab se apko btaegi ki apke aas-pass kahi corona infected insan toh nahi aaya tha aur yeh apko alert bhi drti rahegi, yeh kafi achi App hai,
Dosto aapke jitne bhi contact hai sabhi ko bolia APP ko install kare.
Note
PM Modi Ji ne 5th April 2020 sunday ko rat 9 baje apne ghar ki sabhi light band kark ghar ke darwaje yah balkani par khade rah kar 9 minute ke lia mombati, diya, trouch ya mobile ki flashlight jalane ko bola hai aur social distance rahane ko bola hai, hame aur apko mil kar PM Modi Ji ke bato ka palan karna hai.please aap sabhi log ghar mein rahia bahar na jae saf safai rkhe because yahi wo time hai jab hamare desh ko hamari sabse jada jarut hai ham sabhi ko ek sath rahna hai ghar par rahana hai taki ham corona virus se ache se mukabla kar pae.
Download :
Android: https://play.google.com/store/apps/de...iOS: https://apps.apple.com/in/app/aarogya...
Corona virus Details : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-virus.html
Corona kavach : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-kavach.html
Thank You!!!
Mujhe umeed hai aapko yeh post pasand aegi ise share kare taki sabhi logo tak yeh message pahuch sake, ghar mein rahia safe rahia.
Jai Hind Vande Mataram.
Subscribe:https://www.shigotech.com/
Facebook Myself:https://www.facebook.com/profile.php?id=100028254250335
Website:https://www.shigotech.com/
About:Shigotech is a blog ,where you can find basic and important
details of gadget which you are willing to buy,This blog contains contents
in hind.
Category: Science and Technology
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box