Namaskaar Dosto, Mera Name Shivam Singh aapka sawagat hai Shigotech Blog mein.
Is post mein maine aapse Corona Kavach ke baare mein bat kiya hai aur share kiya hai isi corona kavach app ke bare mein.
Corona kavach App filhall Beta version mein avaialble hai iska complete stable version usko aane mein abhi time lagega, filhall yeh abhi Android phone mein available hai, iphone mein yeh app kam nahi karti hai
App ke bare mein bat kare toh abhi beta Version mein hai lekin 500,000+ log Download kar chuke hai jo apne aap mein kafi badha number hai.
Dosto App download karne ka link niche diya gya hai.
Yaha par location tracking ko istamal kiya ja rha hai,
Iske alawa yha par ye apka Health Status bhi apko btaega, kya aap bilkul health condition mein hai ya phir apko Doctor ke pass jane ki jrurt hai ya apko jrurt hai Quarantine ki ya aap ho skata hai Infected bhi ho.
Aage badhte hue dosto apko moblie number dal kar register karna hoga jaha OTP aaega badha simple process hai.
App setup karne ke bad simple screen open ho jata hai jaha sabse phale mil jati information India mein corona virus ko le kar filhaall kitne cases ho chuke hai, kitne log thik hue hai, kitne log par screened k gai Airport par, kitne death cases hai, puri deatails screen par mil jati hai.
Yaha upload ka option diya hai jaha aap Unique ID dal sakte hai
Screen ke niche Right side mein options diya gya hai jaha se aap 2 option milega Start Breathing Exercise aur Questionnaire ka.
Start Breathing Exercise jo ki bahut effective tarika hai apane Breathing Capacity ko janne ka aur yeh pata lagane mein kya ham anadar se fit hai ya nahi aur currently seen kaisa hai hamare body ka, jaha aap aram se Inhale kijia uske bad Hold kijia fir Exhale kijia phir E Hold kijia. yaha aap apane aap se Exercise kar skate hai.
Yaha Questionnaire hai jo ki jaruri hai, yaha par kuch savaal dia gaye hai jiska jawab sahi aur imandari se dena hoga jike bad App apka current status kya hai aur color dikh jaega Green hai ya Orange hai ya Red hai.
Niche center mein ek button hai jisko aap dabate hai toh yeh 1Ghante ka taimar shuru kar deta hai, jaha par seen kuch aisa hai maan lijia aap ghar se bahar nikalte hai kuch saman lene ke lia ya apko bahar kuch kam ho aur apko lgta hai ki apke aas-pass baki log corona se infected ho toh apko dosto iss button ko on kar dena hai jiske bad yeh location track karta hai aur uske bad apko alert dena agar usko lagta hai ki aap kisi corona infected person ke aas-pass ho sakte hai.
Download : https://play.google.com/store/apps/de...
Corona virus Details : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-virus.html
Corona virus se bachane ka sabse acha upay Social distance hi hai please aap sabhi log ghar mein rahia ghar ke bahar nahi nikaliye, har thore thore time par ache se sabun aur pani se hath dhona hai kam se kam 20 second tak aur mauka mile jab bhi senitizer se hath dhoe, saf safai rkhe aur 21 dino ke lock down ka palan karia tabhi ham corona se bach paege.
Thank You!!!
Mujhe umeed hai aapko yeh post pasand aegi ise share kare taki sabhi logo tak yeh message pahuch sake, ghar mein rahia safe rahia.
Please Share, Support, Subscribe!!!
Is post mein maine aapse Corona Kavach ke baare mein bat kiya hai aur share kiya hai isi corona kavach app ke bare mein.
Introduction
India mein ek App Launch hua hai jo Ministry of Electronics and Infromation Technology (MeitY) ki taraf se jo aai hai Ministry of Health and Family Welfare ki taraf se jiska Name hai Corona Kavah.Corona kavach App filhall Beta version mein avaialble hai iska complete stable version usko aane mein abhi time lagega, filhall yeh abhi Android phone mein available hai, iphone mein yeh app kam nahi karti hai
App ke bare mein bat kare toh abhi beta Version mein hai lekin 500,000+ log Download kar chuke hai jo apne aap mein kafi badha number hai.
Dosto App download karne ka link niche diya gya hai.
How To Use
App ko open karne par pahala screen nikal aati hai jaha details mil jati corona virus se judi hui aakhir yeh App kya hai kis tarah aapke li kam karegi.
Yaha par location tracking ko istamal kiya ja rha hai,
Iske alawa yha par ye apka Health Status bhi apko btaega, kya aap bilkul health condition mein hai ya phir apko Doctor ke pass jane ki jrurt hai ya apko jrurt hai Quarantine ki ya aap ho skata hai Infected bhi ho.
Aage badhte hue dosto apko moblie number dal kar register karna hoga jaha OTP aaega badha simple process hai.
App setup karne ke bad simple screen open ho jata hai jaha sabse phale mil jati information India mein corona virus ko le kar filhaall kitne cases ho chuke hai, kitne log thik hue hai, kitne log par screened k gai Airport par, kitne death cases hai, puri deatails screen par mil jati hai.
Yaha upload ka option diya hai jaha aap Unique ID dal sakte hai
Start Breathing Exercise jo ki bahut effective tarika hai apane Breathing Capacity ko janne ka aur yeh pata lagane mein kya ham anadar se fit hai ya nahi aur currently seen kaisa hai hamare body ka, jaha aap aram se Inhale kijia uske bad Hold kijia fir Exhale kijia phir E Hold kijia. yaha aap apane aap se Exercise kar skate hai.
Yaha Questionnaire hai jo ki jaruri hai, yaha par kuch savaal dia gaye hai jiska jawab sahi aur imandari se dena hoga jike bad App apka current status kya hai aur color dikh jaega Green hai ya Orange hai ya Red hai.
Niche center mein ek button hai jisko aap dabate hai toh yeh 1Ghante ka taimar shuru kar deta hai, jaha par seen kuch aisa hai maan lijia aap ghar se bahar nikalte hai kuch saman lene ke lia ya apko bahar kuch kam ho aur apko lgta hai ki apke aas-pass baki log corona se infected ho toh apko dosto iss button ko on kar dena hai jiske bad yeh location track karta hai aur uske bad apko alert dena agar usko lagta hai ki aap kisi corona infected person ke aas-pass ho sakte hai.
Download : https://play.google.com/store/apps/de...
Corona virus Details : https://www.shigotech.com/2020/03/corona-virus.html
Corona virus se bachane ka sabse acha upay Social distance hi hai please aap sabhi log ghar mein rahia ghar ke bahar nahi nikaliye, har thore thore time par ache se sabun aur pani se hath dhona hai kam se kam 20 second tak aur mauka mile jab bhi senitizer se hath dhoe, saf safai rkhe aur 21 dino ke lock down ka palan karia tabhi ham corona se bach paege.
Thank You!!!
Mujhe umeed hai aapko yeh post pasand aegi ise share kare taki sabhi logo tak yeh message pahuch sake, ghar mein rahia safe rahia.
Jai Hind Vande Mataram.
Subscribe:https://www.shigotech.com/
Facebook Myself:https://www.facebook.com/profile.php?id=100028254250335
Website:https://www.shigotech.com/
About:Shigotech is a blog ,where you can find basic and important
details of gadget which you are willing to buy,This blog contains contents
in hind.
Category: Science and Technology
Bahut acha post hai helpful hai
ReplyDelete