Namaskaar Dosto, Mera Name Shivam Singh aapka sawagat hai Shigotech Blog mein.
Is post mein maine aapse baat ki hai Redmi Note 9 Pro ke baare mein aur share ki hai isi Redmi Note 9 Pro ke baare mein.
Xiaomi ne launch kiya hai Redmi Note 9 Pro ko jo hai next version hai Xiaomi Redmi Note 8 pro ke.
Physical Review
Redmi Note 9 Pro ke Right side mein Power lock aur unlock button hai thik upar button volume Up aur Down ke lia, phone ke upar side laga hai IR Brastar aur Secondary microphone, phone ke Left side mein ek triple slot ke saath mein aane wala SIM tray, phone ke niche ki taraf hamara pyara 3.5mm Headphone jack, primary microphone, USB-C port aur Speaker grill, phone ki piche jo design hai wo kafi acha hai.Display
Redmi Note 9 Pro mein 6.67" Full HD+ 20:9 aspect ratio wala IPS Display ek punch hole ke saath jise Xiaomi Dot Design kahata hai. Redmi Note 9 Pro mein Corning Gorilla Glass 5 ki protection hai.
Camera
Redmi Note 9 Pro mein 48MP Quad Camera Setup jaha 48MP Wide Primary Camera + 8MP Ultra-wide Camera + 5MP Macro Camera + 2MP Depth Sensor Rear jaha niche LED Flash hai aur 16MP Front Camera. yaha camera quality kafi acha hai jaha alag alag bahut saare mode ka option hai jise aap photo kafi acha le page.
Processor & Os
Redmi Note 9 Pro chalta hai MIUI version 11 par jo based hai letest Android 10 par aur laga hai Qualcomm Snapdragon 720G Processor.
Battery
Redmi Note 9 Pro mein lagi hai 5020 mAh ki badi battery aur 18W Fast charging support ke saath mein.
Sensor
Redmi Note 9 Pro ke power lock aur unlock button mein laga hai Fingerprint scanner( side-mounted fingerprint sensor) jo kafi fast hai aur Face Unlock bhi option milta hai, Face unlock bhi bahut teji se phone ko unlock kar deta hai.
Storage
Redmi Note 9 Pro 4GB/6GB RAM aur 64GB/128GB Internal Storage ke saath available hai.
Color
Redmi Note 9 Pro 3 color mein available hai,
1- Interstellar Black
2- Glacier White
3- Aurora Blue
In The Box Handset, Adapter, Type C
Cable, SIM Card Tool, Screen Protect Film,
Case, Warranty Card, Quick
Guide
Redmi Note 9 Pro Price In India:-
4GB + 63GB = 12,999 INR
6GB + 128GB = 15,999 INR
First sale 17th March 2020, 12 Noon, Amazon par.
Mujhe umeed hai aapko yeh post pasand aayegi. aap comment karke btaea
aapko Redmi Note 9 Pro mein sabase acha feature kon sa laga.
Jai Hind Vande Mataram.
Subscribe:https://www.shigotech.com/
Facebook Myself:https://www.facebook.com/profile.php?id=100028254250335
Website:https://www.shigotech.com/
About:Shigotech is a blog ,where you can find basic and important
details of gadget which you are willing to buy,This blog contains contents
in hind.
Category: Science and Technolog
No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box